Aadmi Khilona Hai Lyrics - Aadmi Khilona Hai (1993) - Hindi Movie Song
by MrBeans[ Edit ] 2010-02-16 08:53:33
Aadmi Khilona Hai Lyrics - Aadmi Khilona Hai (1993) - Hindi Movie Song
raatein dhalti nahin
din bhi nikalta nahin
uski marzi bina patta hilta nahi
rab jo chahe wahi toh hona hain
aadmi khilona hain - 2
rab jo chahe wahi toh hona hain - 2
aadmi khilona hain - 2
(jeena hain haske humein jeevan ka har pal
koi na jaane yaha kya ho jaye kal) - 2
har khwaab yaha pe sajona hain - 2
aadmi khilona hain - 2
rab jo chahe wahi toh hona hain - 2
aadmi khilona hain - 6
Aadmi Khilona Hai Lyrics - Aadmi Khilona Hai (1993) - Hindi Movie Song