Mera Man Ka Banwara Panchhi Lyrics - Amar Deep (1958) - Hindi Movie Song
        by MrBeans[ Edit ] 2010-02-18 12:06:52 
         
        
        	Mera Man Ka Banwara Panchhi Lyrics - Amar Deep (195
 - Hindi Movie Song
mere mann ka baavara panchi kyon baar baar dole  -2 
sapanon mein aaj kis ka vo bahake pyaar dole 
mere mann ka ... 
kis ke khayal mein ye nazarein jhuki jhuki hain  -2 
dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain  -2 
tum ho qaraar jis dil ka  -2 
wohi beqaraar dole 
mere mann ka ... 
dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski  -2 
ham paas hain tumhare phir dil mein yaad hai kis ki  -2 
tum jo nazar milaao  -2 
dil mein bahaar dole 
mere mann ka ... 
kab se khade hue hain kah do to laut jaaye  -2 
tumhe duur hi se dekhen har din na paas aaye  -2 
aankhon mein zindagi bhar tak  -2 
tera intazaar dole 
mere mann ka ... 
Mera Man Ka Banwara Panchhi Lyrics - Amar Deep (195

 - Hindi Movie Song