Jeevan Sapna Toot Gaya Lyrics - Anokha Pyar (1948) - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-02-18 13:05:39

Jeevan Sapna Toot Gaya Lyrics - Anokha Pyar (194Cool
- Hindi Movie Song

jivan sapanaa tuut gayaa
(tuut gayaa) - 2
jivan sapanaa tuut gayaa
(tuut gayaa) - 2
jivan sapanaa tuut gayaa
ek musaafir aayaa aake dil ki duniyaa luut gayaa
dil ki duniyaa luut gayaa
jivan sapanaa tuut gayaa

(man nagari meri suuni padi thi
(aashaa ke dvaare pe kab se khadi thi) - 2
(haath men pi kaa aanchal sajani) - 2
aate aate chuut gayaa
jivan sapanaa tuut gayaa


Jeevan Sapna Toot Gaya Lyrics - Anokha Pyar (194Cool
- Hindi Movie Song

Tagged in:

634
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments