Yahaan Sab Theek Hai Lyrics - Chintu Ji - Hindi Movie Song
maati maati neki upaje, sach ka yahaan basera
apane pind di galiyawich maare aman da jogi
kahin aandhiyon mein charaag hai, kahin nafraton ki aag
hai
kahin julm ka sailaab hai, kahin tuta bikhara khaab hai
hum logo ko na koyi fikar, iss maati pe hai rab di meher
yahaan sab thik hai - (6)
tinak tun tunna tunna lehara singh kahe sun na sun na
kahin par dilon mein khot hai, kahin chaahaton mein bhi
chot hai
kahin aayino gubaar hai, kahin jindagi saredaar hai
hum logo ko na koyi fikar, iss maati pe hai rab di meher
yahaan sab thik hai - (6)
tinak tun tunna tunna lehara singh kahe sun na sun na
kahin waqt leta karwate, kahin rishton mein bhi banaawate
kahin thehara thehara sa kaarwaan, kahinraakh mein hai
dhuwaan dhuwaan
hum logo ko na koyi phikar, iss maati pe hai rab di meher
yahaan sab thik hai - (6)
tinak tun tunna tunna lehara singh kahe sun na sun na -
(4)
Yahaan Sab Theek Hai Lyrics - Chintu Ji - Hindi Movie Song