Aake Darr - Mohana Sarkar Lyrics - Darna Zaroori Hai - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-04-01 05:03:30

Aake Darr - Mohana Sarkar Lyrics - Darna Zaroori Hai - Hindi Movie Song

tanha na samajh khud ko
tanha nahi hai tu
har jagah har lamha main teri
khidmat mein hoon
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr

main ehsaas hoon bina badan
main tere saath hoon har kadam
main ehsaas hoon bina badan
main tere saath hoon har kadam
zindagi se hain meri dushmani
jee raha hain tu besharam
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr
dara dara ke main tujhe maar daalungi

khamoshi aaghaz hain
yeh mera andaaz hain
khamoshi aaghaz hain
yeh mera andaaz hain
marr ke tu aabaad hain
jee ke tu barbaad hain
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr


Aake Darr - Mohana Sarkar Lyrics - Darna Zaroori Hai - Hindi Movie Song

Tagged in:

600
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments