Jeevan Hai Madhuban Lyrics - Jasoos (1957) - Hindi Movie Song
by MrBeans[ Edit ] 2010-06-03 17:12:06
Jeevan Hai Madhuban Lyrics - Jasoos (1957) - Hindi Movie Song
jivan hai madhuban, tu isamein phuul khila
kaanton se na bhar daaman, (ab maan bhi ja - 2)
jivan hai madhuban
(dekh zara dil mein, tu hai kaun si manzil mein) - 2
(uth jaane de har parda, ab aur na kud ko chhupa) - 2
jivan hai madhuban
(dip jalaata chal, musakaan lutaata chal) - 2
(thokar se sambhal kud bhi, auron ko bhi raah dikha) - 2