3. Aisa Kyon Hota Hai Lyrics - Ishq Vishk - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-03 17:30:13

3. Aisa Kyon Hota Hai Lyrics - Ishq Vishk - Hindi Movie Song

Mere dil ko yeh hogya
Main na jaano kahan khogya
Kyon lage din mein bhi raat hai
Dhoop main jaase barsaat hai
Aisa kyon hota hai bar bar
Kya isko hi kehte hain pyaar

Mere dil ko yeh hogya
Main na jaano kahan khogya
Kyon lage din mein bhi raat hai
Dhoop main jaase barsaat hai
Aisa kyon hota hai bar bar
Kya isko hi kehte hain pyaar

aaaaaaaaa...aaaaa...aaaaaa...aaaaa....
a.a.a.a.a.a.a..aaa.....

haaaann..Sapne naye jaagne lage
Duniya nayee lagne lagi..
pehlay kabhi aisana hoan
Kya pyaaas yeh jaagne lagi

Madhoshion ka hai sammaa
woh johkne lagga aasman
Khamoshi bani hai zubaan
chede hai koi dastaan
dhadkan pe bhi chaya ha khumar...
Aisa kyon hota hai bar bar

haaaannn.....Ainay mein jo dekha khud ko
ayee sharma ankheen jhukey
dhak se mera dhadka jeeya
ek pal to yeh saansen ruki
ab chori sattane lagi
raaton ko jaagane lagi
mein youn hi machalne lagi
kuch kuch badal ne lagi...
jaane rahteen ho kyon bekarar
Aisa kyon hota hain bar bar..

Mere dil ko yeh hogya
Main na jaano kahan khogya
Kyon lage din mein bhi raat hai
Dhoop main jaase barsaat hai
Aisa kyon hota hai bar bar
Kya isko hi kehte hain pyaar..

Aisa kyon hota hai bar bar
Kya isko hi kehte hain pyaar..



3. Aisa Kyon Hota Hai Lyrics - Ishq Vishk - Hindi Movie Song

Tagged in:

837
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments