Dhuaan Dhuaan Lyrics - Devaki - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-03 17:34:10

Dhuaan Dhuaan Lyrics - Devaki - Hindi Movie Song

dhuan dhuan hain dhuan - 3
dhuan dhuan
jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa
dhuan dhuan hain dhuan - 2
(jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2
jal raha aasmaa bas dhuan he hain dhuan
bairiya saajna dil jale bas dhuan
(jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2
dhuan dhuan hain dhuan - 3
dhuan dhuan

(bujhti saansein mitti yaadein
dhundh wahi hain badli raatein) - 2
ha bhatke kajal jaisi toote badal jaisi barkha lapata
(jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2
dhuan dhuan hain dhuan - 3
dhuan dhuan

maili chadar silwate hain udna chahu par kate hain - 2
sookhe hotho par hain kyu chuppi chayi kya tumko hain pata
(jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2
jal raha aasmaa bas dhuan he hain dhuan
bairiya saajna dil jale bas dhuan
(jhoom uthi mast sama mehakti hawa
karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2
dhuan dhuan hain dhuan - 3
dhuan dhuan



Dhuaan Dhuaan Lyrics - Devaki - Hindi Movie Song

Tagged in:

700
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments