Rab Ka Banda Lyrics - Hello (200
- Hindi Movie Song
Tere apne sitaare hain
Tere apne toofan hain
Mere apne kinaare hain
Main apne rab ka banda hoon banda
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon banda hoon
Apne rab ka banda hoon
Tera apna falak hai
Mere apne sitaare hain
Mere apne toofan hain
Mere apne kinaare hain
Main apne rab ka banda hoon banda
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon banda hoon
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Aanewala kal to jaadu chalaega
Phir to kal ka harpal apna ho jaayega
Dekhi hamne dekhi duniya kareeb se
Milta hai jo milta hai wo naseeb se
Pal mein kuchh hota nahi
Pal mein kuchh milta nahi
Sab kehne ki baat hai
Meri apni himmat hai
Tere apne sahaare hain
Tere apne toofan hain
Mere apne kinaare hain
Main apne rab ka banda hoon banda
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Jeena marna kab hai apne haath mein
Wahi jaane sab hai jiske haath mein
Chanda sooraj taare sab to apne hain
Jhilmil jhilmil saare apne sapne hain
Jeena hi dastoor hai
Manzil kitni door hai
Kitni ajeeb ye baat hai
Meri apni duniya hai
Mere apne nazaare hain
Mere apne toofan hain
Mere apne kinaare hain
Main apne rab ka banda hoon banda hoon
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon banda hoon
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon banda hoon
Apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Main apne rab ka banda hoon
Rab Ka Banda Lyrics - Hello (200

- Hindi Movie Song