Dost Milte Hain Lyrics - Footpath - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-04 11:16:31

Dost Milte Hain Lyrics - Footpath - Hindi Movie Song

Dost mite hai, bichare ne ke liya
Phool kile te hai, bikar ne ke liya
Ashiya ban te hai, ujar ne ke liya

Ab samaj aya ki duniya kya hai(x2)

Ek abal ta, ek junoon ta
Mera jism mein, garm khoon ta
Socha kuch nahin, bas nikal gaya
Aapni aag mein khud hi jal gaya(x2)

Thoop charti hai, utar jati hai
Mauj sahil pein tahar jati hai
Baat bhi hadh si guzar, jati hai

Ab samaj aya ki duniya kya hai(x2)

Har taraf yaha, moth hai rava
Zindigi mujha, layi hai kaha
Dekha ayina toh main dar gaya
Jeena ki liya, kitna mar gaya(x2)

Waqt jaadu hai, yeh chal jata hai
Roop ka rang bhi tal jata hai
Thap ki loha, bhi pigal jata hai

Ab samaj aya ki duniya kya hai(x2)
Duniya kya hai......duniya kya hai





Dost Milte Hain Lyrics - Footpath - Hindi Movie Song

Tagged in:

619
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments