Marega Marega Bewafa Marega Lyrics - Game - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-08 10:38:58

Marega Marega Bewafa Marega Lyrics - Game - Hindi Movie Song

yun toh khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
ek chhotisi jaan jaan ke dushman laakhon yahaan

ek jaan nisaar mil jaaye yaar toh ho qayamat yahaan
marega - 3 bewafa marega
marega - 2 bewafa marega
marega

kyun dil jalaane pe hai kyun aazmaane pe hain
kab tak jalega mujhe pyar yaar tu beshumaar kar le

dil mein hai pyaas manzar hai khaas mauka na yun tu ganwa
marega - 2 bewafa marega
yun toh khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
ek chhotisi jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
ek jaan nisaar mil jaaye yaar toh ho qayamat yahaan
marega - 2 bewafa marega
bewafa marega marega

yeh raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai
dil taar taar ho jaaye yaar kambaqt aahen bhar le
yeh raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai
dil taar taar ho jaaye yaar kambaqt aahen bhar le
dil mein hai pyaas manzar hai khaas mauka na yun tu ganwa
marega - 2 bewafa marega
yun toh khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
ek chhotisi jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
ek jaan nisaar mil jaaye yaar toh ho qayamat yahaan
marega - 2 bewafa marega
marega - 2 bewafa marega
marega - 2 bewafa marega

Marega Marega Bewafa Marega Lyrics - Game - Hindi Movie Song

Tagged in:

601
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments