Shara Ram Maria Lyrics - Hot Money - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-08 11:47:41

Shara Ram Maria Lyrics - Hot Money - Hindi Movie Song

shara ra mam mariya jeeyega ham marega ham tere liye
shara ra mam mariya naachega ham gaayega ham tere liye
chaand taaron ke paas jaaye aasmaan mein ghar banaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra mam mariya

tere tere tere liye subah shaam ham intezaar
mera dil kehta hai ke bas tu hi tu mera pyar
kehte rehte hai mujhko sab tere pyar mein deewana
main yeh jaanu tere pyar mein mujhko kya mila
dil ke haal ko ham bataye jo tu chahe kar dikhaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra mam mariya
shara ra mam mariya jeeyega ham marega ham tere liye
shara ra mam mariya naachega ham gaayega ham tere liye
chaand taaron ke paas jaaye aasmaan mein ghar banaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra mam mariya

dubkar sanam karenge ham ek dusre se pyar
chhod kar na jaaungi tujhe kar le aitbaar
mera thikana ho bas tere dil mein jaaneja
mere jaisi dilruba ka dil milta hai kaha hai kahaan
dil ke haal ko ham bataye jo tu chahe kar dikhaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra mam mariya
shara ra mam mariya jeeyega ham marega ham tere liye
shara ra mam mariya naachega ham gaayega ham tere liye
chaand taaron ke paas jaaye aasmaan mein ghar banaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra ram mariya
shara ra mam mariya jeeyega ham marega ham tere liye
shara ra mam mariya naachega ham gaayega ham tere liye
chaand taaron ke paas jaaye aasmaan mein ghar banaye
ab toh jaanejaa saath aja re shara ra ram mariya

Shara Ram Maria Lyrics - Hot Money - Hindi Movie Song

Tagged in:

618
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments