Lut Gayee Lyrics - Hulchul (2004) - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-08 12:03:59

Lut Gayee Lyrics - Hulchul (2004) - Hindi Movie Song

mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki
ho mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki - 2
(luut gayi - 5 lanka raawan ki) - 2
mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki
ho mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki - 2
(luut gayi - 5 lanka raawan ki) - 2

(gayi mein kaahe gayi bajariya gayi
mila ek harjaai bola dil de de mujhko) - 2
muhjko samajh bholi gori karne laga jora jori
uui ma seena jhapti mein khul gayi ankhiyaa ki dori
uss dagabaaz ki beimaan ki chaal na samjhi dushman ki
(luut gayi - 5 lanka raawan ki) - 2

(gayi main kaahe gayi dagariya gayi
pakad ke baahon mein bola pass aaja rani) - 2
pehle toh kutch sharmaai main
phir thoda ghabraai main
usne jo ungali pakdi toh khich lee apani kalaai main
uss pehli raat mein baat baat mein
chaal na samjhi saajan ki
(luut gayi - 5 lanka raawan ki) - 2
mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki
ho mat pooch mere sanwariya haalat mere joban ki
(luut gayi - 5 lanka raawan ki) - 2

Lut Gayee Lyrics - Hulchul (2004) - Hindi Movie Song

Tagged in:

780
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments