Jab Yad Ki Badli Lyrics - Painter Babu (1983) - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-09 13:33:01

Jab Yad Ki Badli Lyrics - Painter Babu (1983) - Hindi Movie Song

(jab yaad ki badali chhaati hai
tab aankh meri bhar aati hai) -3

mujhe sulaane ki khaatir raat bhi thak-thak jaati hai -2
par neend meri to
par neend meri to pagali thaharee, tere ghar tak jaati hai
jab yaad ki badali ...

tu kya tera vaada kya har baat teri sharmaati hai -2
pat mit jaayenge
par mit jaayenge pyaar mein ham, ye dil ki agan bataati hai
jab yaad ki badali ...

chaar deevaari mandir kee, yaad teri doharaati hai -2
par khaali mandir, o
par khaali mandir mein pooja to man ki thakan badhaati hai
jab yaad ki badali ...





Jab Yad Ki Badli Lyrics - Painter Babu (1983) - Hindi Movie Song

Tagged in:

783
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments