Awaz De Kahan Hai Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song
by MrBeans[ Edit ] 2010-02-18 13:01:48
Awaz De Kahan Hai Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song
aawaz de kahaan hai
duniya meri jawan hai
aabaad mere dil mein ummeed ka jahaan hai
duniya meri jawan hai ...
aa raat jaa rahi hai
yu jaise chandani ki
baaraat ja rahi hai
chalne ko ab falak se
taaron ka kaarvaan hai
aaise mein tu kahaan hai
duniya meri jawaan hai ...
kismat pe chha rahi hai
kyon raat ki siyaahi
viran hai meri neenden
taaron se le gavaahi
barbaad main yahaan hoon
aabaad tu kahaan hai
bedard aasmaan hai ...
aawaz de kahaan hai ...
Awaz De Kahan Hai Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song