Jawan Hai Mohabbat Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song
by MrBeans[ Edit ] 2010-02-18 13:02:10
Jawan Hai Mohabbat Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song
jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
lutaya hai dil ne, khushi ka khazana
jawa hai mohabbat...
mohabbat kare
khush rahe muskuraaye - 2
na soche hamein kya kahega zamana
jawa hai mohabbat...
abhi tak mujhe
yaad hai vo kahani - 2
na bhulega bachapan ka rangin zamana
jawa hai mohabbat...
kya aankho aankho mein baatein hui hain - 2
kisine na dekha kisine na jaana
jawa hai mohabbat...
tum aaye ke bachpan mera
laut aayaa - 2
mila hai mujhe zindagi kA bahana
jawa hai mohabbat...
Jawan Hai Mohabbat Lyrics - Anmol Ghadi (1946) - Hindi Movie Song