Man Mouji Matwala Man Mora Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-08 13:23:53

Man Mouji Matwala Man Mora Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

Ho ashqe .. chake de .. hadippa

Ganak ganak gan gaa ke kangna, chamak chamak ke aaja
Palak palak tenu dekhe ranjhna, jhalak jhalak dikh laja
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya

Hoo aankhon mein leke tera mukhda gulaabi
Tenu pukaare kudiye munda punjabi
Kaisa suhana aalam ikraar ka hai, mausam yehi to jaana
dedaar ka hai
Aa rubaru
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya
Ganak ganak gan gaa ke kangna, chamak chamak ke aaja
Palak palak tenu dekhe ranjhna, jhalak jhalak dikh laja
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya
Ganak ganak gan gaa ke kangna, chamak chamak ke aaja
Palak palak tenu dekhe ranjhna, jhalak jhalak dikh laja
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya

Ho ashqe, ashqe ..

Hoo had se bhi aagey mera deewanapan hai
Kaise kahun main kaisi lagan hai
Saansein judaa ho chahe duniya fanaa ho
Dil lene dil dene ka kissa rawa ho
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya
Ganak ganak gan gaa ke kangna, chamak chamak ke aaja
Palak palak tenu dekhe ranjhna, jhalak jhalak dikh laja
Man mouji matwala (jogiya)
Tenu dekhe sapno mein (jogiya)
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya
Man mouji matwala man mora kyon kiya
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya

Man Mouji Matwala Man Mora Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

Tagged in:

758
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments