Pehla Tejurba Hai Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-08 13:24:06

Pehla Tejurba Hai Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

Pehla pehla tejurba hai, pehla pehla ishaara hai
Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari hai
Pehla pehla tejurba hai, pehla pehla ishaara hai
Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari hai

Khwabon mein cham se tu aaye kasam se
Aankhon se neendhein udaa le jaaye
Kaise bataun main bhole sanam se
Kaisa junoon dhadkano pe chahye
Haye teri meri meri teri teri meri teri ik hai mohabbat
Meri teri teri meri meri teri ab pehchaan
Pehla pehla tejurba hai, pehla pehla ishaara hai
Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari hai


Haye choodi bhi khan se khanakne lagi hai
Ab to dupatta sambhalta nahin
Ab aarzoo bhi machalne lagi hai
Main kya karoon zor chalta nahin
Meetha .. halka nasha
Tauba meri .. kya ho gaya
Pehla .. tejurba hai, pehla pehla ishaara hai
Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari hai
Pehla pehla tejurba hai, pehla pehla ishaara hai
Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari hai
Badi bekraari hai, badi bekraari hai
Badi buri halaat hai, badi bekraari
hai






Pehla Tejurba Hai Lyrics - Sadiyaan - Hindi Movie Song

Tagged in:

587
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments